FAREWELL for our dear seniors. May Allah bless you with the best.
Mizaaj e Ishq: #5. Be’saakhta muskuraahat
Mujhse bichhad ke ek baar muskuraaya hi nahin_
wo kabhi umr tamaam
Mizaaj e Ishq: #4. ~Zindagi mein bahot kam…~
Zindagi mein bahot kam mili haii wo cheez Wo cheez jise shiddat se chaaha bepanaah Shikwa na koii gila rakhte hain aye chaman Tu ghulab apni jagah_Uski khushboo apni jagah Suna haii bin barsaat ke rutha sa tha_Dil ka ye aasmaan Toot kar chubhta raha_Mujhe woh khwaab be'wajah Meri muqaddas numaaya zindagi thi maanind e... Continue Reading →
Mizaaj e Ishq: #3. ~Nuks to unn mein hote hain…
Mere Rab ke haathon ka noor toh_ Uska chehra bataata haii
Mizaaj e Ishq: #2 ~Be’daar tha main…~
Kab main tanha tha_Mujhe hosh nahi
#1. laboN pe zikr mere ho
Kaash kabhi aesi bhii _ Koii Tasbeeh meri ho Labon pe zikr mere ho _ Aur Ungliyaan teri ho
rihaa kar de mere dil se
One of the best and most heartfelt urdu poem I had ever written.
Muhabbat hi toh thi: Part II
Sirf Muhabbat hi nahiiN Qayaamat bhi thi
Muhabbat hi toh thi Part I
Muhabbat hi toh thi_ Qayaamat toh nahiiN thi
Urdu Shayr #6. Jhoothe Loug
This is a two line Urdu Shayr that shows reality. *watch the video*
Muhabbat hi toh thi – Spoken Word Urdu Poetry
Here's my first video: I hope you enjoy it.
Urdu Shayr #5. Urooj aur Zawaal
This is a two-line motivational Shayr in Urdu language with translation in English.
Mera Rab Jaanta Tha
This is an Urdu post. Trying to put emotions into words.
Urdu Shayr #4. Labo.n pe tere
labo.n pe tere ye sawaal kaisa haii?
Urdu Shayr: #3. Rakha karo
Rakha karo raabta warna
Zindagi ka kya bharosa
Urdu Shayr #2. Meri rooh
Urdu Shayr #2. Meri rooh Sehem si jaati haii Jab bhi...
Urdu Audio: #1. Hua nahii.n
Shukr haii Inhii.n marhalo.n me.n
Huii ye zindagi zaaya nahii.n...
#10. Maine phoolo.n ko ek roz kya chhu kiya-Andaaz e Bayaan
Maine phoolon ko ek roz kya chhoo liya Wo mere haathon se khushboo nahi khone deta Raah chalte hue aksar kaanton se be'khayal raha Woh mere qadmon ko kabhi naazuk nahi hone deta Koii hamraah nahi_balki woh Khuda haii mera Jo door ek pal ko kabhi khud se nahi hone deta Ek uska tasavvar mjhe... Continue Reading →
#9. Yeh nazro.n se ada kiye -Andaaz e Bayaan
Yeh nazro.n se ada kiye jo hum ne tujhe salaam hain, Mere ishq ke an-kahe hue yeh zeb o payaam o hain, Tere naino.n mein basaa ye nasha haii is qadar, Pheeekay lagte maikhano.n ke saare jaam hain, Teri ek nazar kheench leti haii rooh ko jism se, In ankho.n ko smjha dijiye ye bahot... Continue Reading →