Maine phoolon ko ek roz kya chhoo liya Wo mere haathon se khushboo nahi khone deta Raah chalte hue aksar kaanton se be'khayal raha Woh mere qadmon ko kabhi naazuk nahi hone deta Koii hamraah nahi_balki woh Khuda haii mera Jo door ek pal ko kabhi khud se nahi hone deta Ek uska tasavvar mjhe... Continue Reading →
#8. Dil pe pehra haii- Andaaz e Bayaan
"Iss dil pe aaj bhi uska hi pehra haii", is an Urdu Ghazal about how a heart feels that it is in control of some great power of another world. That'a.the description that follows.
Andaaz e Bayaan #7. Woh shakhs kya sochta hoga
And here is the Urdu Version Woh shakhs kya sochta hoga_Main sochta hun kabhi-kabhi Woh kisse mujhe puchhta hoga_Main sochta hun kabhi-kabhi Mujhse khwabo.n mein milne ki chaahat_Usay jagaaye rakhti hoti Woh kaise raato.n ko sota hoga_Main sochta hun kabhi-kabhi Woh bhi shayad namaazo.n mein_Rota hoga raato.n ko Kaash iss dil ke bhi aansuu hote_Main... Continue Reading →
Andaaz e Bayaan: #6. Koii tasveer laazmi si hai
= *Urdu Version* Koii tasveer Laazmi si haii Koii gumnaam zindagii si haii Tujhko dekhe bina sukuu.n mumkin nahii.n Logo.n ke milne mei.n kuchh kamii si haii Harr taraf tum nazar hi aate ho Aaine ko bhi mujhse dushmanii si haii Sabr paana agar munaasib tha Zehen o Dil mein kyun aatishi si haii Hoon... Continue Reading →
Andaaz e Bayaan #5. Harr sitam Harr lehja Harr zakham ab gawaara haii
I don't know if I did good with this one. I just focused on making it five. Five is good sometimes. ★urdupoetry★ Harr sitam_harr lehja_harr zakham ab gawaara haii Fakat ek dafeh hans ke_Keh de dil ye tumhaara haii Waqt ki raftaar haii aesi_Jo kabhi tham nahi sakti Jis mod pe bichhde the_Ab wahan kaafila... Continue Reading →
Andaaz e Bayaan #4. Uss roz jab uthega woh
Someone asked me, "How are you so romantic? You must have been in love for long and hard. Isn't it?" I smiled and said, "No, but I have been loved a lot. And for long and hard." I wrote this one imagining how a couple would be feeling on the day of their marriage. I... Continue Reading →
Andaaz e Bayaan #3 Shayad kho gaya haii
Shayad kho gaya ho apna rishta_par main hun Mujhe dhundh le koii_ main harr zarf e nazar mein hun Apne daaman ki roshni badhaane ke liye Ham ghairon ki hastiyaan jalaayein kyun Jab rooh na rahi toh jism taraashein kyun Ek dil hi toh haii_Koii aur samaaye kyun Hamko unse haii ummeed e wafaa kuchh... Continue Reading →
Andaaz e Bayaan #2 Chaandni chaand se nahin hoti
Chaandni chaand se nahin hoti Raat taaro_n ki nahin hoti Uth raha haii ye mu'aamla fir se Haii dhuaan aagh kyun nahin hoti Jal raha haii ye dil mera kab se Haii khabar roshni nahin hoti Hun main zinda mere naseebo_n se Kyun muhazzab saba nahin hoti Hain charaagha_n muhaal dil ko mere Shama... Continue Reading →
Andaaz e Bayaan #1 Meri rooh sehem si jaati haii
Its not about what I write. Its about the way I write. I think. I over think. Then, I write. Meri rooh sehem si jaati haii_Jab bhi teri yaad aaye Phir na shab guzre_Na chaen aaye Na neend aaye_Na maut aaye Seher se poochh lena_Haal e talaffuz tum mere Ham bin kahe_Sunte rahe Tum bin... Continue Reading →