Sometimes it's not about how well you write; but, what you write. Aap yaad bahot aati ho Jab koii saath nahi deta Jab koii baat nahi sunta Toh aap yaad bahot aati ho Kadam jab ladkhadate hain Aapki yaad dilaate hain Sambhalne ki koshish jo karta Ye duniya muskurati haii Girr ke jab uth nahi... Continue Reading →
Maqsad e Hayaat: #3. Tha Rab Saath Mere
Tha Rab saath mere_ Main fakat tanha Kaafilon ke paimaane ujde_ Tha safar tanha Tha yaqeen tujhpe_ Tu bhi musaafir tanha Teri chaahat bhi main_ Par main be'wajah tanha Kuchh dair sahi Par saath chalna Manzil ko Tha fateh hona Mujhe raahzano se gila nahi Jab apne hi saath nahi Thak ke poochh diya Rab... Continue Reading →
Maqsad e Hayaat: #2. ~Ham bhool gaye, kya bhoole the~
I tried hard to maintain the new style into this streak. I just did not get the confidence. I'll let your comments decide. Drop by one. Ham bhool gaye Kya bhoole the Aaye the Ya bheje the Chale, gire Gir ke uthe Par bhool gaye Jo the paas khade Ham bhool gaye Kya bhoole the... Continue Reading →