Sirf Muhabbat hi nahiiN Qayaamat bhi thi
Muhabbat hi toh thi Part I
Muhabbat hi toh thi_ Qayaamat toh nahiiN thi
Andaaz e Bayaan #4. Uss roz jab uthega woh
Someone asked me, "How are you so romantic? You must have been in love for long and hard. Isn't it?" I smiled and said, "No, but I have been loved a lot. And for long and hard." I wrote this one imagining how a couple would be feeling on the day of their marriage. I... Continue Reading →
Andaaz e Bayaan #3 Shayad kho gaya haii
Shayad kho gaya ho apna rishta_par main hun Mujhe dhundh le koii_ main harr zarf e nazar mein hun Apne daaman ki roshni badhaane ke liye Ham ghairon ki hastiyaan jalaayein kyun Jab rooh na rahi toh jism taraashein kyun Ek dil hi toh haii_Koii aur samaaye kyun Hamko unse haii ummeed e wafaa kuchh... Continue Reading →
Andaaz e Bayaan #1 Meri rooh sehem si jaati haii
Its not about what I write. Its about the way I write. I think. I over think. Then, I write. Meri rooh sehem si jaati haii_Jab bhi teri yaad aaye Phir na shab guzre_Na chaen aaye Na neend aaye_Na maut aaye Seher se poochh lena_Haal e talaffuz tum mere Ham bin kahe_Sunte rahe Tum bin... Continue Reading →
Maqsad e Hayaat: #3. Tha Rab Saath Mere
Tha Rab saath mere_ Main fakat tanha Kaafilon ke paimaane ujde_ Tha safar tanha Tha yaqeen tujhpe_ Tu bhi musaafir tanha Teri chaahat bhi main_ Par main be'wajah tanha Kuchh dair sahi Par saath chalna Manzil ko Tha fateh hona Mujhe raahzano se gila nahi Jab apne hi saath nahi Thak ke poochh diya Rab... Continue Reading →